Sunday, October 21, 2018

Android Ko Secure Karne Ke Liye 5 Best Antivirus

Antivirus For You- image
Android ke Liye Antivirus.
Haal Hi Me Ek Aisa Virus Aya tha Jisne Internet Ki Duniya Ko Hila Kar Rakh Diya Tha Tab Se
Log Android Security Par Jyada Dhyaan Dete Hai Par Kahi Na Kahi Mistake Hoti Hai Jisse Phone Kharaab Ho Sakta

Hai So Iss Tarah Me Hame Kuchh Steps Hai Use Follow Karna Padta Hai Lekin In Steps Ke Alawa Secure Karne Ke Liye Antivirus

 Bhi Ate Hai Phone Ke Liye So What Can I Do for Android Security? Today I am Share With You Best Antivirus For Android.

What Is Antivirus.

Antivirus Ek Aisi Cheej Hai Jo Phone Ya PC Ko Secure Karta Hai It Secure From Malware Viruses and More Dangerous Things.

Ham Without Antivirus Ke Bhi Mobile Ko Secure Kar Sakte Hai But It is Extra Protection

 And Better Protection For Your Mobile Common Lets Do This i am Provide You Best Antivirus For Your Mobile.
*5 Apps Jo Blog Ko Mobile Se Handle Karne Me Madat Karenge

1. Quick Heal Total Security for Mobile.

Quick Heal Provide Very High Security For PC and Computers But Mobile Ke Liye Bhi Ye

Ata Hai and You Can Download This app From Play store and Aur Bhi Acchcha Rahega Agar Aap Ise Purchase Kar Le Kyoki Purchase

Karne Ke Baad Apka Phone Aur Bhi Secure Ho Jata Hai Ye Sabhi Virus Se To Bachata Hai Sath Me Ye Bhi Dekhta Hai Ki Kaun Si Setting Secure Nahi Hai.
*How To SEO Friendly Writing

2. Avast.

Avast Is very Popular Antivirus For mobile Aur Iska User Interface Bhi Badhiya Hai Aapko

Yaha Bhi Kuchh Features Free Me Milte Hai But Ise Aap Purchase Kar Sakte Ho Uchit Keemat

 Me Ye Bhi Achchi Security Deta Hai Par Kabhi- Kabhi Ye Result Dene Me Time Laga Deta Hai Isko Bhi Mai Use Kiya Ye Bhi Better Hai.
*Blog Ki Speed Or Loading Time Improve Kare

3. Kaspersky Antivirus.

Ye Bhi Mobile Ke Liye Best Pay Antivirus Hai Yah Most Popular Antivirus Hai Some Time

Pahle Ye Computer Ke Liye Bahut Hi Useful Aur Popular Antivirus Hua Karta Tha And Present Time Ye

Mobile Ke Liye Bhi Useful Aur Iski Ratings Play Store Par 4.7 Hai Aur Ye Bhi Apke Mobile Ko Secure Karega and Achchi Protection Dega.
*Email Subscription Form Blogger Me Kaise add Kare

4. AVG Antivirus.

Iska Naam To Sab Logo Ne Suna Hi Hoga Jab Maine First Time Android Phone Use Kiya Tha To

Sabse Pahle Security Ke Liye Isi Antivirus Ko Download Kiya Tha Ye Antivirus Kamaal Ka

 Hai Ye Iska UI Bhi Bahut Achcha Ye Thoda Slow Scan Karta Hai Par Ye Popular Antivirus Me Se

Ek Hai Ye Bhi Settings Par Najar Dalta Hai Aur Realtime Info Deta Hai.
*How to Root Android Phone? Know Hindi

5. Jio Security.

Is Time Jio Ka Jamaana Chala Aa Raha Hai Chahe Vo Jio Phone Ho Ya Jio Sim Aur Vo Bhi 4G Me Lekin Achche Network Ke Sath

 Achchi Security Bhi Jaroori Hoti Hai Kyoki Iska Network 4G Hai Aur Is Tarah Me Virus Ane

 Chances Jyada Badh Jate Hai Aur Isiliye Jio Ne Ye Antivirus Banya Hai Ye Bhi Best Protection

Deta Hai Par Ye Antivirus Tabhi Work Karega Jab Apke Jio Number Se Ye Register Karna Padega.
*5 Best Cleaner Apps For Android

6. My ideas.

Sabse Jyada Jaroori Hota Hai Ki Aap Koi Bhi Bekaar aur Farji App Ko Na Download Kare Aur download Karte Samay Play Store Protection Par Jaror Check Kar Le Apka Phone Waise Bhi Secure Rahega Aap Apne Phone Ka Khud Dhyaan Rakh Sakte Ho Ye Antivirus To Tab Ke Liye Hai Jab Aap Phone Ko Ekdum Se Secure Rakhna Chahte Hai.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You