Sunday, October 21, 2018

Blogger Me Table of Contents or Sitemap Kaise Add Kare

Table of Contents or Sitemap in Blogger- Edit image
Table of Content ya Sitemap ki Jankari Hindi Me.

Agar Aap Blogger Hai To Roj Articles Likhte Hi Honge Vo Bhi Roj Kuch Na Kuchh New Topics Ke
Sath Aise Me Ho Sakta Hai Apke Posts 100 Tak Pahuch Jaay. Is Tarah Apke Blog Ke Jitne Bhi Posts Hai Unki List Bani Hona Jaroori Hota Hai Jise Ham Doosri Bhasa Me Table Ya Sitemap Kahte Hai Table of Content or Sitemap Blogger Blog  Me Kaise Banay Aaj Mai Iske Bare Me Batane Wala Hu.

Table of Contens Or Sitemap Kya Hai?

In Dono Me Koi Fark Nahi Hai Naam Se Hi Pata Chalta hai Table of Contens yani Contents

Ke Table Ya Ise Sitemap Bhi Kah Sakte Hai. Ise Apne Blog Me Add Karna Hota Hai Aur Inka Kaam Hota Jitni Posts Hai Unki List

Banana Ya Dikhana Apke Blog Me Jitne Bhi Apne Posts Likhi Hogi Unki List Ek Page Me Dikhana Table of Contens or Sitemap Hai.
*Labels Ko Drop Down Kaise Banay

1. Table Of Contents or Sitemap Se Kya Faayda Hai.

Isse Sabse Bada Fayda Ye Hai Ki Jo Bhi Apke Posts Hote Hai Unka Table Ban Jata Hai aur Baat Rahi Hamari Blogging Ki To Iska Hona Jaroori Hota Hai Jante Hai Points Me.

Helpful Doosro Ke Liye-: Jab Aap Bahut Sari Posts Likhte Hai To Unka List Banane Se Doosro Ke

Liye Apke Blog Me Topics Dhoondna Asaan Ho Jata Hai Aur Unke Liye Ye Faydemand Hai Is Tarah

Apki Sari Posts Ki List Apke Readers Dekh Sakte Hai aur isse Padhne Wale Ko Important Points Bhi Mil Jaate Hai.

Attraction-: Jab Aap Ki Posts Ki Table Hogi To Isse Jaroor Users ka Apke Blog Ki Taraf Attraction

Badhega Kyoki Vaha Usko Help To Milegi Sath Use Sabhi Posts Ki List Bhi Dikhegi Aur Unme Se Agar

Usne Title Padhne Chalu Kar Diye To Uska Attraction Apke Blog Ki Taraf Jyaada Hoga aur Vo

 Ek Posts Padhne Ke Baajaay Kai Saree Posts Ko Read Kar Sakta Hai.

Helpful for Us-: Ye Hamre Liye Bhi Important Hai Isse Hame Pata Chalta Hai Ki Hamne Kitni Posts Likhi Hai Posts Kitni

Likhi Hai Uski Jankari Hame Blogger Dashboard Me Pata Chal Jati Hai Par Sitemap Me Dekhne Se Kuchh Alag Hi Feeling Ati Hai

Isiliye Mujhe Bhi Achcha Lagta Hai aur Sabko Recommend Karuga Table of Content or Sitemap Blog Me Add Karne Ke Liye.
*Blog Posts Me Reaction Buttons Ko Kaise Enable Kare

2. Table of Contents or Sitemap Blogger Me Kaise add Kare.

Ab Apki Bhi Banane Ki Bari Aa Gyi Ab Yaha Se Steps Ki Or Badhte Hai Vaise Iss Cheej Ko

 Banane Ke Baad Apka Aur Users Ka Experience Thoda Alag Hoga Ho Sakta Hai Vo Thoda Aur Time Apke Blog Ke Sath Bitaay.

1. Goto Blogger Dashboard.
2. Choose Pages.
3. Create New 'Pages'
4. Ab Title Name 'Sitemap'  Rakhe.
5. Ab Is Box Wale Code Ko Copy Karke  Jo Page Aap Bana Rahe Hai Vaha Paste Karde.


Note-> Isme Meri Website Ka Link Hai Uski Jagah Apni Website Ka Link Dale.
*Yoast SEO Plugins Code Blogger Ke Liye

3. Final Words.

Maine Aaj Ek Aur Post Likhi Thi Subah Time Abhi Dimaag Me Khayaal Aay Ki Thoda Aur Jankari Apne Blogger Dosto Ke Sath Share Kiya Jaay. Umeed Karta Hu Ye Information Aplogo Ko Achchi Lagi Hogi Jo New Bloggers Hai Unhe Bhi Ye Information Share Kare.
Shubh Blogging.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You