Sunday, October 21, 2018

Blog Posts Me Reaction Buttons Ko Kaise Enable Kare

How To Enable Reactions Button In Blogger
Reactions Button Ko Kaise Enable Kare?

Jab Bhi Log Blog Posts Likhte Hai To Usme Har Vo Cheeje Likhte Hai Jisse Padhne Wale Ko Achcha
Lage Par Shayad Unhe Yah Bhi Pata Ho Ki Reactions Enable Kar Dene Ke Baad Posts Ka Rukh Bhi Badal Jata Hai Aur Kitna Achcha Rahega Ki Post Me Bhi Reaction Wali Button Ho To Aaj Yahi Bataunga Ki Blog Post Me Reaction Button Kaise Enable Kare.

Reaction Buttons Kya Hai?

Agar Reaction Button Ko Dekhna Hai To Aap Hamare Image Ko Dekh Sakte Hai Aur Agar

Apko Samajhna Hai To Reaction Button Apke Post Ka React Batate Hai Aur Ham Iska

Use Vote Ki Tarah Par Bhi Kar Sakte Hai Ye Facebook React Se Thoda Hat Ke Hai Jo Aap Photo Dekhkar Samajh Gaye Honge.
*Blogger Ke Liye Yoast SEO Pluggins Code {Must Read}

1. Reaction Button Se Kya Fayda Hai?

Pahli Baat Agar Aap Enable Karte Hai To Apko Khud Pata Chal Raha Hoga Aur Doosri Baat Ise Enable Karne Ka Sabse Bada Fayda Hota Hai Ki Hamre Users

Ne Padhi Ki Nahi Aur Isse Ye Bhi Pata Chalta Hai Ki Kitne Users Ko Hamari Post Pasand

Aayi Aur Kitne Logo Ne Ise Padha Hai Iske Fayde Bhi Hai Jo Mai Apko Neeche Batata Hu.

Readers Friendly-: Agar Koi Bhi User Ya Readers Ise Padhne Aate Hai To Uske Liye Reactions

Button Friendly Hote Hai Jisse Vo Post Ko Jaroor Padhta Hai Aur Attraction Bhi Late Hai Reaction Buttons.

In SEO-: Agar Aapne Reaction Ka Naam Change Karke Kuchh Aysa Name Rakh Diya Ho Jisse Vo Keywords Ki Tarah

 Lage To Isse SEO Par Bhi Bahut Fark Padta Hai Kuchh Had Tak Ye SEO Ko Improve Karta Hai. Sath Me Search Engine Me Reaction

 Se Keyword Match Hone Par Page Rank Bhi Improve Ho Sakti Hai.

Like Post Poll-: Padhne Wale Ek Reaction To Jaroor Marenge Chahe Use Vote Ki Tarah Samajh Liya Jaay Ya Poll Ki Tarah Isse

Hame Bhi Tassali hoti Hai Ki Kin Pathko Ne Hamre Post Ko Pasand Kiya Hai Kyoki Jo Readers

Comment Nahi Karte Unke Liye Reaction Me Jawaab Dena Badhiya Rahega.
*Blogger Ke Liye Social Media Follower Widget

2. Kya Reaction Buttons Sabhi Theme Me Hai?

Iska Jawaab Hi Ji Nahi Kuchh Aise Templates Hai Jinme Ye Enable Nahi Hai Agar Aap Ise Enable Bhi Karte Hai To Waha Show

Nahi Karega Par Kuchh Themes Me Ye Problem Hai aur Kuchh Me Ye Easily Show Karta Hai.

Jinme Ye Nahi Show Karta Unme Thodi Si Coding Karni Padegi Jo Mai Neeche Bataunga.
*Ribbon Template Ko Ribbon- 2 me Update Kare

3. Reaction Button Ko Kaise Enable Kare?

Ye Ek Dam Simple Method Hai Par Unke Liye Jinme Ye Show Karta Hai.
Tutorial Image For Enable Reaction Button In Blog Posts
Image Tarah Follow Kare

1. Goto Blogger Dashboard.
2. Layout--> Blog Post.
3. Waha Reaction Naam Ka Option Hoga Usme Tick Kar De.

Ab Reaction Buttons Show Hone Lagega Agar Nahi Show Ho Raha Hai To Aap Ye Method Use Karna Hoga.

1. Template Edit Kare.
2. ab Is Code Ko Find Kare->

<data:post.body/>
3. Ab <data:post.body/> Ke Baad Neeche Dibba Wala Code Paste Karde.

Finally And Awesome.
*Image SEO Settings Se Traffic Kaise Increase Kare

3. At Finally.

Ab Last Me Hai To Mai Yahi Kahunga Ye Jankari Hindi Me Bahut Kam Logo Ne Share Ki Hai Aap Is Jankari Ko Sabhi Ke Paas Share Kare aur Unhe Bhi Kahe Share Karne Ko Kahe Taki Ye Trick Sabko Pata Chale. Kai Baar New Bloggers Isse Anjaan Rahte Hai Lekin Jab Pata Chalta Hai Tab Happy Hote Hai.
Haapy Blogging.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You