Sunday, October 21, 2018

Android Ke Liye 5 Beautiful aur Best Launchers

Best Launchers for Android- Edit hui Image
Jainiye Android Launchers Ke Bare Me.
Android Mobile Ke Liye Best Launchers Apko Aaj Mai Batane Wala Hu Android Phone Bahut Se Log Use Karte Hai
And Use Best Banan Matlab Attractive Banana Hai Mai Bhi Pahle Launchers Use Kiya Karta Tha But Ab Simple Hi Use Karta Hu Lekin Aap Use Kare Ya Na Kare Apke Upar Depend Karta Hai.

Android Launcher Kya Hai?

Android Launcher Phone Ko Achcha Banane Ke Liye Hota Hai Matlab Apke App Drawer Ko Bahut Hi Awesome Bana Dega

Yani Launcher Apke Mobile Kuchh Animation Aur Kuchh Simple Experience Ko Behtar Bana Dega Aur Apke Phone Ko Styles Bana Dega.

1. Google Now Launcher.

Is Launcher Ko Mai Best Manta Hu Kyoki Bhale Hi Ye Simple Ho But Ye Simple Se Awesome Banata Hai.

Google Ki Cheeje Hamesha Latest Hoti Hai So Iska Launcher Bhi Achcha Yani Ye Android 7.1 Nougat Ki Tarah Dikhne Wala Launcher Hai

Jo Uske Kuchh Feature Apko Deta Hai Isme Voice Wala System Bhi Hai Jo 'Okay Google' Bolne Par Work Karta Hai.
*5 Best Cleaner Apps For Android

2. Nova Launcher 

Ise Maine Bhi Use Kiya Hai Nova Launcher Ko Maine Bhi Use Kiya Hai Ye Home Customizable Hai

Matlab Aap Apni Pasand Ke Hisaab Se Customized Kar Sakte Hai. Iska Ek Bahut Achcha Feature Hai

 Jiska Naam Activities hai Ye Mostly Google Assistant Ko Enable Karne Me Helpful Hota Hai

 Mujhe Nova Launcher Achcha Lagata Hai Aap Chahe To Try Kar Sakte Ho.
*Google Ke 5 Best Apps For You

3. Buzz Launcher.

Buzz Launcher Bhi Ek Beat Launcher Hai Android Phone Ke Liye Ye Bhi Styles Aur Colorful Launcher Hai Ye Utna Customizable To Nahi Hai

 But Iske Theme Hi Isko Styles Banate Hai Isme 1000+ Themes Hai Jisko Aap Asaani Se Mange Kar Sakte Ho Yani Aap Is Launcher Ko Use Kar

Ke Kabhi Bhi Nahi Thak Sakte Hai Aur Per day Aap Apne Home Aur Menu Ke Design Ko Change Kar Sakte Ho.
*Mobile Me Hanging Problem Ko Kaise Solve Kare

4. Theme Launcher.

Ye Bhi Android Attractive Launcher Hai Aur Ek Best Launcher Me Se Ek Hai Lekin Ye Launcher Tab Work Karta Hai Jab Aap Phone Ka

Launcher Use Kare Ya Ise Agar Aap Apne Phone 3- 4 Launchers Use Kar Rahe Hai

To Ye Achche Se Work Nahi Karega Aur Ho Sakta Hai Phone Thoda Hang Marne Lage. Theme Launcher Buzz Launcher Se Match Hota Hai

But Theme Launcher Me Aap Khud Ka Theme Customized Karke Upload Kar Sakte Ho.
*Internet Ki Speed Kyu Slow Hoti Hai

5. Go Launcher.

Ye Bhi Badhiya Aur User Friendly Launcher Hai Waise Isme Bhi 1000+ Theme Hai Bahut Pahle Android

Phones Me Ye Launcher System Me Hota Tha

Par Ab Nahi Hai Lekin Fir Bhi Ye Popular Launcher Me Se Ek Hai. Go Launcher Ko Aap Play Store Se Download Kar Sakte Ho Isme

Transition Bhi Kamaal Ke Hai Jo Apke Experience Ko Aur Bhi Cool Banate Hai.
*Mobile Me Data Kaise Save Kare

6. Final Words.

Maine Aaj Socha Ki Thoda Android Ke Bare Me Jankari De Diyq Jaay Par Is Baar Kuchh Alag Kiya Jaay Isiliye Maine Launcher Ke Bare Me Bataya Hai Ye Bahut Cool Launchers Hai Agar Aap Inme Se Ek Bhi Use Karege To Pakka Apka Phone Ka Rang Roop Change Ho Jayga Iss Jankari Ko Jaroor Share Kare.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You