Sunday, October 21, 2018

Social Media Follower Buttons Ko Blogger Blog Me Kaise Add Kare

Social Media Follower Buttons- Edited Image
Social Media Follower Buttons.

Jab Apka Blog Ready Hota Hai Uske Baad Jaroori Hota Hai Traffic Lekin Traffic Ke Alawa Jaroori Hota Hai Ki
Log Apko Follow Kare Taki Vo Hamesha Apse Connect Rahe Taki Vo Har Post Ko Read Kare Isse Apko Bhi Fayda Hoga Custom  Social Media Follower Buttons Kaise Add Kare Apne Blogger Blog Me.

Social Media Follower Buttons Kya Hai?

Apne Some Blogs Par Dekha Hoga Ki Kuchh Icons Rahte Hai Facebook, Twitter.etc  Agar Aap Un Par Click Karte Hai To Unka Page Ya Follower Open Ho Jata Hai

Kai Log to Ye Bhi Sochte Hai Ki Unke Bhi Paas Aisa System Ho Matlab Jisme Apka Page Vaigaira Aur Followers Wali Cheeje Social media Par Hoti Hai taki  Readers Social Media Par Apke Sath Jud Sake.

1. Social Media Follower Buttons Kaise Add Kare Blog Me?

Ab Mai Apko Bataung Ki Ise Kaise Apne Blog Par Add Kare Isme Apko Kuchh Codes Hai Unhe Add Karna Hoga To Thoda Carefully Read Kare.

1. Open Blogger Dashboard.
2. Choose Layout.
3. Add Gadget.
4. Choose HTML and JavaScript.
5. And Paste Kare Is Code Ko Jo. Maine Neeche Bataya Hai.
 
Note- Isme Meri Id Save Hai Apko Apni Id Dalni Hogi.
*Google Search Rank Ko Improve Karke Blog Me Traffic Kaise Increase Kare

2. Social Media Follower Button Se Fayda.

Iska Sabse Bada Fayda Apke Traffic Me Jata Hai Jab Bhi Blogger Koi Post Likhta Hai To Readers Use Padh To Lete Hai

Par Kuchh Readers Apke Blog Ko Bhool Bhi Jate Hai To Isi Liye Jaroiri Hai Ki New Visitors Ko Apne Sath Jode Ise Mai Apko Kuchh Istarah Samjhata Hu.

1. Visitors Apke Sath Hamesha Jude Rahte Hai.
2. Kuchh Hadtak Traffic Bhi Increase Hota Hai.
3. Jude Hue Visitors Doosro Ko Bhi Share Kar Sakte Hai.
4. Blog Ke Sath Internet Par Bhi Pahchaan Bana Sakte Hai.
5. New Padhne Wala Direct Apke Blog Se Visit Kar Sakta Hai.

To Ap Samajh Hi Chuke Honge Isse Traffic Ke Sath Pehchan Aur Nam Milta Hai.
*Traffic Kaise Increase Kare Tag Attribute Method Se

3. Isse Kya Disadvantage Hai?

Waise Isse Koi Bhi Nuksaan Nahi Ise Benefit Hi Hai Aur Kuchh Bloggers Use Bhi Kar Rahe Hai Aur Isse Unhe Good Parinam Bhi Mila Hai Par Achchi Cheejo Ke Sath Kuchh Chhote- Mote Kamiya Bhi Rahti Hai.

1. Icons Load Honge Jisse Loading Time Ek Dum Thoda Sa Slow Ho Sakta Hai.

2. Galat Html Code Lagane Se Vo Error Bhi Ho Sakta Hai.
Ye Koi Nuksaan Nahi Hai Bas Thodi Si Kamiya Hai.Par Isse Kuchh Nahi Hota Hai Ab Bina Dare Apne Blog Me Social Follower Buttons Use Kar Sakte Ho.
*Image SEO Setting Se Traffic Kaise Increase Kare

4. Ise Kaha Par Use Kare Kya Fark Padega?

Ye Apki Marji Hai Ki Aap Kaha Is Code Ko Lagate Hai Par Mera Suggestion Hai Ki Ek Badhiya Design Ke Liye Apko Ise Sidebar Ke First Me Ise Lagaay Ye Bahut Hi Achcha Lagega Apke Blog Me.

 Aur Agar Aap Iske Alawa Ki Baat Kar Rahe Hai To Aap Footer Me Iska Use Kar Sakte Ho Kai Bloggers Footer Me Bhi Follower Buttons Ka Use Kar Rahe Hai.
Ab Batata Hu Isse Kya Farka Padega.

Design-: Apke Design Me Bhi Bahut Farka Padta Hai Social Media Buttons Add Kar Lene Ke Baad Apka Blog Aur Bhi Focus Attractive Ho Jata Hai Jisse Visitors Apke Blog Ko Friendly Bhi Samjhne Lagte Hai.

New This-: Yes This Main Ponit Jo Bhi Aap Blogger Theme Use Karte Ho Usme New Features Bhi Add Ho Jayga Agar Kisiko Apne Theme Diya Hai To Usko Add Karne Ki Jaroorat Nahi Rahegi Jisse Use Bhi Help Milegi.
*YouTube Ke Liye 5 Best Video Editors Jisse Video Attractive Dikhenge.

5. Final Words.

To Ye Rahi Jaroori Jankari Ab Some Bloggers Iska Use Nahi Kar Rahe Hai So Aapko Share Karna Chahiye Aur Unko Batana Chahiye. Iska Jo Code Hai Vo Carefully Use Kare Varna Problems Ho Sakti Hai Phir Vo Nahi Work Karega Agar Apko Kahi Bhi Dikkat Aay Mujhe Comment Karke Bataay.

5 comments:

  1. bahut hi badiya, maine aapki comment bloglon par read ki thi, nice web

    ReplyDelete
  2. sir social follower butten ko footer me kese lgate

    ReplyDelete
    Replies
    1. Apko Social Media Follower Buttons Ki Script Post Footer Tag Me Paste Kar Dena Hai...

      Delete

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You