Sunday, October 21, 2018

Blogger Me Template (Theme) Kaise Upload Kare aur Ye Kaisa Hona Chahiye

Template Upload Guide Ke Liye Edit Ki Hui Image
Theme or Template.
Jab Bhi Koi Blog Ya Website Banata Hai To Vo Sabse Pahle Yahi Sochta Hai Aur Uspar Focus Karta Hai Ki Uska Blog Kaisa Hona Chahiye Bhale Hi Vo Chahe Blog Par Post Na Write Kare Par Design Ke
Mamle Me Uska Blog Kam Nahi Hona Chahiye. Har Blogger Apne Blog Ko Best Aur Beautiful Blog Banana Chahta Hai. To Aaj Ham Jante Hai Template Kaisa Hona Chahiye Aur Uske Best Parts Ki Kin Cheejo Se Apka Template Achcha Dikhega aur Ye Bhi

Template Kaisa Hona Chahiye?

Jaisa Ki Maine Upar Bataya Hua Ki Is Cheej Ki Jankari Dunga But New Bloggers Yahi Sawaal Karte Hai Ki Ham Kaisa Template Chune Aur Kaisa Hona Chahiye Hai Iska Simple Sa Answer Hai Template Vohi Best Hoga Jo Sabhi Readers Ko Perfectly Lage Varna Fir Kis Kaam Ka Tabhi Aapka Blog Behatreen Lagega  Chaliye Mai Apko Template Ke Parts  Kuchch Binduo Me Batata Hu.
1. SEO Friendly.
2. Responsive.
3. Attractive User Interface (UI).
4. Fast Loading.
5. Mobile Friendly.
6. Desktop Friendly.
7. All Screen Optimized.
8. Best Structure.
9. Customizable.
10. No Extra Codings.
11. Secured.
12. User Friendly.
13. Friendly Colour.
14. Without Errors.
15. No Extra Animation.
16. No Error Codings.
Agar Ye 16 Features Apke Template Hai To I am Sure Ki Aoki Blogging Aur Apka Creer Sabko Pasand Aayga Aur Sabhi Apke Blog Ke Fan Ho Jayege Kyoki Ye Main Point Hai Blogging Ya Bole To Sabse Important Point Hai. Blog Ko Achcha Banane Ke Liye Work Ke Sath Achcha Template Jaroori Hai.
*Website Ya Blog Kaise Banaay?

1. Template Lagane Ke Kya Faayde Hai?

Simply Iska Answer Hai Ki Apka Blog Styles Aur Behatreen Dikhega Yani Ham Kah Sakte Hai Hamare Readers Agar Hamare Blog Ke Achche Design Ko Dekhenge To Vo Jaroor Apke Blog Ko Doosro Se Share Karenge Kabhi- Kabhi Aisa Bhi Hota

Hai Ki Jab Apki Writing Style Bad Bhi Ho To Agar Apke Blog Ka Design Achcha Rahega To Vo Pakka Apke Design Ko Dekh Kar Impress Honge Aur Apki Bad Writing Bhi Unhe Good Writing Dikhne Lagegi Par Ek Baat Jaroor Kahunga Writer Kabhi Bad Writing Nahi Kar Sakta Mere Hisaab Se.
*Tata Sky Ki Top Active Services

2. Template Lagane Ke Kya Nuksaan Hai?

Template Lagane Ke Koi Bhi Nuksaan Nahi Par Nuksaan Tab Hota Hai Jab Uska Design Bahut Hi Bekaar Hota Hai Aur Isse Traffic Bhi Slow Ane Lagta Hai.

Aur Nuksaan Tab Hota Hai Jab Aap Bekaar Feature Dene Wale Template Apne Blog Me Laga Lete Hai Tab aur Some Times Aap Crack Bhi Use Karte Ho To Isse Bhi Apka Blog Hack Ho Sakta Hai Isiliye Mai Kahunga Carefully Template Lagaay.
Google Assistant Ko Kaise Enable Kare?

3. Template Blog Me Kaise Upload Kare?

To Dotson Ab Janenge Ki Kaise Template Upload Kare Aur Apne Blog Me Lagaay Par Mai Ek Baat Aur Bata Du Apko Ye Article ya Post Mai Kewal Blogger Walo ke Liye Bata Raha Hu.
1. Goto Blogger.com or Blogger Dashboard.
2. Choose Template or Theme Option In Side.
3. Choose Upload Option.
4. Choose Your Template or Theme and Upload.
Awesome Tutorial Waaw Kya Baat Hai Template Upload Karna Seekh Liya Hai. Ab Aap Lag Jaiye Apne Work Me Aur Ha Extra Me Ye Bhi Kahunga Dinbhar Template Se Chhed Chaani Na Kare Warna Apka Hi Time Waste Hoga.
Note-> Ab Template Ka Naam Change Hokar Theme Ho Gaya Hai.

4. And Last.

To Agar Apko Ye Waka Topic Samajh Me Aaya To Jaroor Hamare Blog Ko Dossro Ke Sath Share Kare Aur Sabko Bataay Agar Aapne 16 Features Ya Isse Jyada Wala Template Aone Choose Kar Liya Hai To Mai Pakka Kahuga Aapke Fans Din Me Din Badhte Hi Jayege Kyoki Sajaavat Hi Sundarta Badhaati Hai Feeke To Sab Rahte Hai.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You