Sunday, October 21, 2018

Google Ko Mili Penalty Laga 17,400 Crore Ka Jurmaana

Google Ka Font Use Kiya Gaya
See Full News
Ham Logo Ko Jo Bhi Cheejo Ki Jaroorat Hoti Ham Bas Use Google Search Kar Lete Hai Kyoki Google Duniya Ka Sabse Bada Search Engine Hai. Hame Jo Bhi Lena Hota Hai Bas Kewal Google Search Karte Hai Chahe Vo Shopping Ki Baat Ho Ya Hotel Ya Anya Ki Ho.
Inke Alawa Hame Google Bahut Achchi Sevaaye Bhi Deta Hai. In Sevaay Ke Karan Hi Internet Par

Google Itna Famous Aur World Ka No.1 Search Engine Hai. Haal Hi Me Mili Jankari Ke Anusaar Ek News Mili Hai Ki Google Ko Penalty Mili Hai Vo Bhi 17,400 Karod Ki.

1. Google Ko Penalty Kyu Mili Hai?

Information Ke Anusaar Google Me Jo Bhi Search Karo  Jaise Shopping Se Related Ho Kisi Aur Se Vo Apne Search Engine Me Apni Hi Shoping

Service Sabse Pahle Dikhata Tha Yani Top Rank Apni Services Ko Dikhata Tha Baad Me Dusre Sites Ko Dikhata Tha. Seedhe  Sabdo Me Kaha Jaay To

Google  Apni Service Ko Mukhya Taur Par Dikhata Tha Aur Doosri Sites Ko Peeche Karne Ki Koshis Ki Ja Rahi Thi.
*Android Phone Insaano Ki Tarah Bate Karega Enable Google Assistant Karke.

2. Ye Penalty Kinhone Lagayi?

Ye Penalty EU Ne Lagayi Yani European Union Ke Antitrust Regulator Alfabet Ki Unit Ne Google

 Par 17,400 Karod Penalty Lagayi. Mili Jankari Ke Anusaar Jo Maine Upar

Bataaya Hai. Vohi Karan Tha. Aur Ye Trust Ke Mutabik Rules Ke Khilaaf Hai Aisa Google Ko Nahi Karni  Chahiye Unhone Yah Bhi Kaha Ki Itne Bade Search Engine Hone Bavjood Bhi Apne Market Ka Galat Istemaak Kiya Hai.
*Vide- Android Mobile Me Devloper Options Unlock Kaise Kare?

3. Ab EU Ka Kya Kahna Hai?

European Competition Commission Ke Head Margaret Westger Ne Kaha Ki Google Kewal Apni Service Ko Top Par Dikhata Hai Aur Isse Doosre

Products Ko Loss Bhi Hota Hai Aur Google Ne Galat Kiya Hai. Unhone Yah Bhi Kaha Ki Google Apni Hi Services  Advertise Kar Raha Hai. Google

Doosre Companies Ko Competition Karne Ka Mauka Nahi Diya.
*Video- Haath Chhodkar Cycle Kaise Chalaay?

4. Jurmaane Ke Baad EU Ne Google Ko Kya Kaha?

EU Ne Google Ko Kaha Ki Aap Apne Search Engine Ko Sudhaar Le Aur

Apne Market aur Advertise Me Kuchh Sudhar Kar Le Isme Google Ko 90 Din Yani 3 Month Ki Mohlat Di Hai Agar

  Google Ne Sudhaar Nahi Kiya To EU ke Nay Report Ke Mutabik 90 Karod Ka Dobara Jurmana Lagaya Ja Sakta Hai.
*Tata Sky Ki Top Services Jainiye Tata Sky Ki Services Ke Bare Me.

5. Last Words In This Topic.

Maine Jo Bhi Jankaari Di Hai Sab Information Ke Anusaar  Hi Apko Bataya Hai. Ho Sakta Hai Google Apne Advertising Policy Ko Thoda Bahut Change Kar De Kykoi Google Ko 90

Dino Ka Time Bhi Mila Aur Dekhte Hai In 3 Maheeno Google Kya Apne Search Engine Changes Karta Hai. EU Google Ki 2010 Se Jaanch Kar Raha Hai. Aap Hamare Is Khabar Ko Sabhi Social Platforms Me Share Jaroor Kare.

No comments:

Post a Comment

1. If There is a Question in Your Mind Then Definitely ask by Commenting Here.
2. You use Hindi or English Language.
3. Don't Spam Here.
4. Don't Share any Link Or Website Here
Thank You